Vaahan Dost

Maruti Brezza Service Cost 2026: Schedule, Kharcha aur Mileage Tips

Brezza zxi लिए लगभग 8 से 9 महीने हुए पहली सर्विस लगभग 400 km पर Alankaar Auto sales and service Patna से करवाया था!

 सब पूछते हैं! ‘फर्स्ट सर्विस में कितना पैसा लगा ‘? ये रहा first service का Bill

सर्विस का पूरा हिसाब ऐसा है 

1. Actual service cost only ₹ 99 इसमें general checkup, oil top up washing पूरा ho gyaa

2. Labor charge ₹ 0 Maruti first 3 service free deti hai

3. Air freshener ₹ 221 ये मैंने खुद लगवाया था ! 

4. Total Bill = 320

मतलब अगर airfreshner नहीं लगवाया hota to kewal

 ₹ 99 me Maruti Brezza की first service ho jaati

Mera Experience  – 

Service advisor ने पहले ही बता दिया था कि  Labour charge free है  अगर कुछ भी लगा एक्स्ट्रा तो बताया jaayega और bilkul 2 घंटे में service हो गया ! 

बिलिंग करते समय airfreshner के लिए  मैंने बोला तो लग गया जो कि काफी better fragrance wo bhi optionals था!

Aapke liye 3 tips

 1. Bill ध्यान से देखो kya jaruri hai kya nhi बस उसी kaa अनुमती do

2 . First सर्विस free hoti हैं सिर्फ washer fluid, oil top up kaa Rupees ₹ 50 se ₹ 100 लग सकता हैं!

3 . 1000 km या 1 महीने जो पहले आए service करा लेना चाहिए! Warna फ्री nhi रहेगी!

Conclusion  :

Bhai ₹ 99 me Brezza jaise गाड़ी की service इससे सस्ता क्या होगा? Airfreshner kaa ₹ 221 का अलग हिसाब है!  मतलब पूरा पैसा वसूल …

🛠️ Maruti Brezza Service Schedule 2026

Maruti company kehti hai Brezza ki service har 10,000 km ya 1 saal me karwani hai. Jo pehle aaye.

ServiceKab Karwani HaiKaam Kya Hota Hai
1st Free1000 km / 1 MonthGeneral Checkup, Nut-bolt tight
2nd Free5000 km / 6 MonthEngine Oil Check, Filter Clean
3rd Paid10000 km / 1 YearEngine Oil + Oil Filter Change
4th Paid20000 km / 2 YearAir Filter + AC Filter Change

💰 Brezza Ki Service Me Kitna Kharcha Aata Hai?

Service TypeApprox CostMileage Par Asar
Normal Service₹1,500 – ₹2,500+0.5 Kmpl
Major Service₹4,000 – ₹5,500+1.5 Kmpl
Engine Oil Change₹2,200 – ₹2,800+1 Kmpl
Air Filter Change₹400 – ₹600+2 Kmpl

*Cost Maruti Authorized Service Center ke hisab se. Sheher ke hisab se ₹300-₹500 upar niche ho sakta hai.

⚠️ Service Me Ye 5 Cheez Jarur Karwana

  1. Engine Oil 0W-16 – Maruti ka genuine oil hi dalwana. Mileage 1 kmpl badhega
  2. Air Filter Change – Ganda filter se mileage 2 kmpl tak gir jata hai
  3. Wheel Alignment + Balancing – Har 10,000km me. Tyre bhi bachenge
  4. Throttle Body Cleaning – 20,000km me ek baar. Pick-up aur mileage dono badhega
  5. Brake Pad Check – Gharshan zyada ho to mileage aur engine dono par load padta hai

📈 Service Se Brezza Ka Mileage Kaise Badhta Hai?

Bahut log sochte hain service se kya fayda? Sach ye hai:

  • Engine Oil Naya: Purana oil gadha ho jata hai. Engine par zor padta hai = Mileage kam
  • Air Filter Saaf: Saans achhi lega to petrol kam khayega
  • Spark Plug Saaf: 40,000km me change karwao. Jalai achhi hogi to mileage badhega
  • Fuel Injector Cleaning: 30,000km me. Petrol ka chhidkaw sahi hoga

Result: Time par service karwaoge to 5 saal baad bhi Brezza 16-17 kmpl degi.

❓ Brezza Service Ke FAQ

Q1. Service late karwa di to kya hoga?
Ans: 1000-2000km late chal jayega. Lekin warranty khatam ho sakti hai aur mileage girega.

Q2. Bahar wale mechanic se service karwa sakte hain?
Ans: Warranty me hai to mat karwana. Warranty khatam ho to bharosa wale se karwa sakte ho.

Q3. CNG wali Brezza ki service alag hai kya?
Ans: Haan, CNG filter aur leak check extra hota hai. Kharcha ₹500 badh jata hai.

Q4. Ghar baithe service hoti hai kya?
Ans: Haan, Maruti “Service on Wheels” deti hai. App se book kar lo.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top